Hamari to duaa hai, koi gila nahi
Wo gulaab jo aaj tak khila nahi
Aaj ke din aapko wo sab kuch mile
Jo aaj tak kisi ko kabhi mila nahi
***** Happy Birth Day For Me *****
Tumhari is ada ka kya jawad du, (IN URDU)
Tumhari is ada ka kya jawab du,
apne dost ko kya uphar du,
koi accha sa phool hota to mali se mangvata,
jo khud gulab hai usko kya gulab du…
Junam Din Mubarak Ho
Jaltii Shamy Roshan Chary ….
Kamniii Larya Nazuk Sahry ,,,,
Nargic Bela Motya Lala…
Johii Champa Aur Banafsha ,,
Har Koi Shad Hay Na ,,,
Ajj Tumhariii Salgira Hay ….
Daikhoo Humkoo Yad Hay Naaa
Ye Be Khudi Ye Laboon Ki Hansi Mubarik Ho
Tumhein Ye Saalgirah Ki Khushi Mubarik Ho
Kabhi Na Aaye Koi Ghum Qareeb Tumhaare
Jahaan Mein Sab Se Ache Hoon Naseeb Tumhare
Khaloos , Pyar Bhari Dosti Mubarik Ho
Tumhein Ye Saalgirah Ki Khushi Mubarik Hoo
Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga,
aapke har kadam par duniya ka salam hoga,
Himat se mushkilon ka samana karna
hamari dua hai ki waqt bhi ek din aapka gulam hoga. Happy Birthday
Suraj roshni le kar aayaa,
Aur chidyon ne gaanaa gaayaa,
Phoolon ne hans hans kar bolaa,
Mubarak? ho tumhaara janam din aaya!
Baar baar yeh din aaye,
baar baar yeh dil gaaye,
tu jiye hazaro saal,
yehi hai meri aarzoo,
Happy Birthday To You !!!
Gul ko Ghulshan Mubarak..
Shair ko Shahiry Mubarak..
Chand ko Chandni Mubarak..
Ashiq ko uski Mehbooba Mubarak?
Hamari taraf se aap ko ? Naya Janam Din Mubarak
Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai,
Sooraj ne gagan se Salam bheja hai,
Mubarak ho Aapko Naya Janam Din,
Tahe-Dil se Humne ye Paigaam bheja hai !
Mubarak..
Shair ko Shahiry Mubarak..
Chand ko Chandni Mubarak..
Hamari taraf se aap ko …Janam Din Mubarak